SARTABA QADAM HAI TANE SULTAN E ZAMAN PHOOL | With Tazmeen | Sayyad Fazil Mysuri
AQA AQA AQA AQA aqa aqa aqa aqa aqa aqa aaaqa
Sar taba kadam hai tane sulatan e zaman phool
Lab phool dahan phool zaqan phool badan phool.
Ye phool to hai Jaan Chaman rashk-e-Chaman phool.
Sartaba kadam hai Tane sultan Zaman phool.
Lab phul dahen phul zaqan phul badan phul.
Mehboob khuda sayyed e qul Ahmed e maqbool.
Rehmat hai teri kar jahhbani mai mash Gul
Sa il pe nawazish Tera saywa Tera mamul
Sadqe me tere bagh to kya laye hai ban phul
Is guncha-e-dil ko bhi to imaa ho ke ban phul
Sar taba kadam hai tane sulatan Zaman phul
Lab phul dahan phool zaqan phool badan phul
chake zigar apna kisi surat nahi silta.
Kismat ka Sitara nahi khilta nahi khilta.
Mohtaaz hai ham ko dure maqsad nahi milta.
Tinka bhi hamre to hilaye nahi hilta
Tum chaho to ho jaye abhi kohe mihan phul.
Sar taba kadam hai tane sulatan Zaman phul
Lab phul dahen phul zaqan phul badan phul
Aisa nahi khusboo ka do Alam Mai khazena
Duniya ko diya us ne mahek ne ka qareena
Wo gul jise sab kehte hai sultane madina
Wallah ha jo mil Jaye mere Gul ka pasina
Mange na kabhi itr na phir chahe dulhan phul
Sar taba kadam hai tane sulatan Zaman phul
Lab phul dahen phul zaqan phul badan phul
Khuba ne jaha Mai unhe hasil hai badayi
Unki koi tamsil khuda ne na banayi.
Man mohini Surat yah kisi ne bhi nah payi.
dandaan o labo zulf o rukhe shai ke fiadayi.
hai dur e adan lal e yaman muskh e khutan phool.
sartab kadam hai tane sultane zaman phool
lab
kalak se mahsi ki bhara hai mera dama,
mai apne kiye par hu pashe ma sa pashe ma,
hasha pase murdal na ho rushwayi ka sama,
ho baare e gunho se khazino ke khazil dose aaziza,
lillah meri naash kare jane chaman phool,
sartaba kadam hai tane sultan zaman phool,
lab phool dahan
mana ke tere pass hawala hai ziya ka,
roshan hai jhakal se tere dil arz o shama ka
par zouk alag hai shahe khuba ke gada ka
dil apna bhi saidayi hai us nakun e pa ka,
itna bhi maheno pe e charkh e kuhan phool,
sartaba kafan hai tane sultane jaman phool
lab
kushboo-e-jahan raksh kare faiz-e-atam ki,
jish dayare me chao’n nahi ranj o alam ki,
fazil ki bhi taqdeer jaha jake hai chamki,
kya baat raza us chamanistane karam ki,
jahra hai kali jisme Husain aur Hasan phool,
sartaba kafan hai tane sultane jaman phool.
lab phool dahan phool zakan phool.
Pingback: ja jindgee mdeene se jhonke hva ke la lyrics