apne damane shafat me chupaye rakhna naat lyrics

apne damane shafat me chupaye rakhna naat lyrics

apne damane shafat me chupaye rakhna
mere sarkaar meri baat banaye rakhna.

maine mana ke nikkama hu magar aap ka hoon.
mujh nikamme ko bhi sarkaar nibhaye rakhna.

kisi mansab ka talabgaar na duniya ka hu.
khaak hu main, mujhe kadmo se lagaye rakhna.

aapki yaad se abaad hai dil mera hzoor.
banda parwar meri hasti ko basaye rakhna.

aap yaad aaye to phir yaad na aaye koi.
gair ki yaad mere dil se bhulaye rakhna.

shayad isi raah se khalid mere aqa guzre.
aapni palko ko sare raah bichaaye rakhna.

Shayar:
Syyed Khalid Abdullah Ashrafi


apne damane shafat me chupaye rakhna

अपने दामाने शफ़ाअत में छुपाए रखना
मेरे सरकार मेरी बात बनाए रखना

मैंने माना के निकम्मा हूँ मगर आपका हूँ
मुझ निकम्मे को भी सरकार निभाए रखना

किसी मनसब का तलबगार न दुनिया का हूँ
ख़ाक हूँ मैं, मुझे क़दमों से लगाए रखना

आपकी याद से आबाद है दिल मेरा हुज़ूर
बंदा परवर मेरी हस्ती को बसाए रखना

आप याद आए तो फिर याद न आए कोई
ग़ैर की याद मेरे दिल से भुलाए रखना

शायद इसी राह से ख़ालिद मेरे आका गुज़रें
अपनी पलकों को सरे राह बिछाए रखना

शायर:
सैयद खालिद अब्दुल्ला अशरफ़ी

Farishtay Jiske Zaair Hain, Madine Main Woh Turbat Hay.
Yeh woh turbat hai jisko Arsh E Azam Pur Fazeelat Hay.

Thank you for visiting madnilyrics.com

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top